|
|
|
|
|
| |
|
Bewafai |
| |
Palbhar mein tut jaye who kassam nahi,
Dosti mein bhool jaye woh hum nahi,
Tum bewafa bano is baat mein dum nahi,
Kyuki hamari wafa bhi kuch kum nahi
|
 |
 |
| |
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,
Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,
Tera naam dil se na mita payenge hum..
|
 |
 |
| |
Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,
Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.
|
 |
 |
| |
"Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai."
|
 |
 |
| |
Pyar ne ye kaisa tohfa de diya
Mujhko gumo ne pathar bana diya
Teri yaadon main hi kat gayi ye umar
Kehta raha tujhe kab ka bhula diya
|
 |
 |
| |
Dil ke chhalon ko koi shayari kahe, to dard nahi hota
Takleef to tab hoti hai, Jab log wah-wah karte hain
Apne hisse ki zindagi to hum kabke jee chuke,
Ab to sirf dhadkanon ka lihaj karte hain,
Kya kar |
 |
 |
| |
Seh liya har dard humne haste haste'
Ujd gaya ghar mera yaaro baste baste'
Ab wafa kare to kis se kare yaaro'
Wafa karne gaye to bewafa hi mile raste raste..
|
 |
 |
| |
Baja to main bhi sakta tha, par mera saaz tha bevafa.
Gaa to main bhi sakta tha, par mera raag tha bevafa.
Aye shenshah apne tajmahal par itna guman na kar,
Bana to main bhi sakta tha, par meri mumtaz thi be |
 |
 |
| |
Zaroori to nahin jeene ke liye sahara ho
Zaroori to nahin hum jinke hain vo hamara ho
Kuch Kashtiyaan doob bhi jaati hain...
Zaroori to nahin ke har Kashti ka koi kinara ho....
|
 |
 |
| |
SAPNO KI TARAH AAKAR CHALE GAYE
APNO KO BHULA KAR CHALE GAYE
KIS BHOOL KI SAZA DI AAPNE HAME,
PEHLE HASAYA, FIR RULA KAR CHALE GAYE
|
 |
 |
| |
Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya,
Saathi ne jaise zeher ka jaam diya,
Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena,
Unhone hi bhool jaane ka paigaam de diya....
|
 |
 |
| |
Mohabbat kar ke dekhi to,
Mohabbat ko pehchana hai,
Wafa bas naam ki hai,
Bewafaai ka fasana hai....
|
 |
 |
| |
Kaash banane waaley ne dil sheeshey ka banaya hota,
To todne waaley ke haath mein zakham to aaya hota...
|
 |
 |
|
|
|
| |
| |
|